Date: 9/9/2010
meri aankhon ko
Meri aankhon ko bakhshay hai aansoo dil ko daagh e alam day gayain hain
Is inaaiyat pe qurban jaaon pyar maanga tha gham day gayain hain
Ye keh kar diye meri qismat mein naalay
Tumhari amaanat tumhare hawale
Un ki furqat mein koi moon ni so ham dam na rahaa
Ik shab e gham hai jo tanha mere ghar hoti hai
Zamane pe un ke karam dekhte hain
Magar apni qismat ko ham dekhte hain
Blogs
Main